Showing posts with label 4 Line. Show all posts
Showing posts with label 4 Line. Show all posts

Monday, June 22, 2015

Log Zalim Hain

log zalim hain nasheman jala date hain

dhika k sagar ki jhalik zehar pila dete hain

kis tarha tum se karen khatam dosti

tum se mite hi zamane ko bhula dete hain

boy walk with guitar and wine botel in hands

<a href="http://www.bloglovin.com/blog/14222919/?claim=zrwppc3sbgu">Follow my blog with Bloglovin</a>

Saturday, May 30, 2015

Tujhe bhool jane ka hosla na hoga

Tujhe bhool jane ka hosla na hoga
Door reh kar b tu juda na hoga
Tujhse mil kar kisi or se kia milna
Koi tere jesa na hai na hoga

Tujhe bhool jane ka hosla na hoga


Monday, March 2, 2015

Ajeeb Rang Ka Mausam

Ajeeb rang ka mausam chala hai kuch din se
Nazar pe bojh hai aur dil khafa hai kuch din se
Woh aur tha jise tu jaanta tha barso se
Main aur hoon jise tu mil raha hai kuch din se
~ ~ ~ ~ ~

ajeeb rang ka mausam

Saturday, February 28, 2015

Kisi Ko Toot Kar Chahne Se

Kisi ko toot kar chahne se koi mohabbat nahi hoti
Use pane ki khwahish rakhne se mohabbat nahi hoti
Mohabbat toh iss duniya ki wo azeem cheez hai
Jo kisi se ek baar ho jaaye toh phir kisi se nahi hoti
~ ~ ~ ~ ~

kis ko toot kar chahne se

Ishq Se Bach Ke Rehna

Iss Ishq Se Bach ke Rehna
Ye Boht Buri Bala Hai
Iss ke Zulm Ke Sataey Mujhe
Namazi Bhi Mile,  Sharabi Bhi Mile
~ ~ ~ ~ ~

ishq se bach ke rehna

Tuesday, February 24, 2015

Mujhe Chhor Day Mere Haal Par

Mujhe chhor day mere haal par
Tera kya bharosa aye hum safer
Teri mukhtasar si nawazishain
Mera dard aur barhaa na dain
~ ~ ~ ~ ~

Mujhe Chhor Day Mere Haal Par

Little Explanation
Poet says in these line! just leave me on my own, how can I trust oh! my dear partner. Your small blessing may be increase my pain more.

Sunday, February 22, 2015

Mere Dard Ki Daastaan

Author: Amjad Islam Amjad
Woh jo geet tum ne suna nahin
Meri umar bhar ka reyaaz tha
Mere dard ki thi daastaan
Jisey tum hansi mein urraa gaye..
~ ~ ~ ~ ~

Mere Dard Ki Daastaan

Little Explanation
Poet want to say in these lines! The song which you never heard it was practice of my whole life. It is the story of my pain on that you just laughed out. You never understood me at all.

Monday, February 9, 2015

Barsat Ki Bheegi Raaton Mein

Barsat ki bheegi raaton mein fir koi suhani yaad aayi 
Kuchh apna jamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi 

Humbhool chke the jisne hamein duniya mein akela chhor diya 
Jab gaur kiya to ek surat jaani pehchani yaad aayi 

~ ~ ~ ~ ~ ~


barsat ki bheegi raaton mein