Roman Urdu Poetry - poetryonly4you
Showing posts with label
dard
.
Show all posts
Showing posts with label
dard
.
Show all posts
Sunday, February 28, 2016
Ainah Dekh Ker Tasali Huwee
Ainah Dekh Ker Tasali Huwee
Hum Ko Iss Ghar Mein Janta Hai Koi
Uth Ker To Aa Gaye Hain Teri Bazzm Se Mager
Uth Ker To Aa Gaye Hain Teri Bazzm Se Mager
Kuchh Dil Hi Janta Hai Kis Dil Se Aye Hain
Uss Ne Bhi Dard e Hijjer Muqader Mein Likh Dia
Uss Ne Bhi Dard e Hijjer Muqader Mein Likh Dia
Mein Ne Bhi Bhejh Di Hai Judai Jawaab Mein
Udaas Ankhain, Zard Chehra, Dil Bhuja Sa, Khiyaa e yaara'n
Udaas Ankhain, Zard Chehra, Dil Bhuja Sa, Khiyaa e yaara'n
Ye Marz Muddatoo Se Mere Sath Pal Rahe Hain
Shaam Hotye Hi Charaghoo'n Ko Bhujha Deta Hoon
Shaam Hotye Hi Charaghoo'n Ko Bhujha Deta Hoon
Dil Hi Kafi Hai Teri Yaad Mein Jalne Ke Liye
na ker aye tabeeb! na'kaam koshish'ye mere dard ko samjhne ki
Na Ker Aye Tabeeb! Na'kaam Koshish'ye Mere Dard Ko Samjhne Ki
Tu Pehlye Ishq Ker, Phir Chot Kha, Phir Likh Mere Dard Ki Dua
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)